Mery bhai ko maidy mai zakham ki shikayat hai ilaj se takleef mai kai ai hai lakin abhi bhi takleef baki hai koi wazifa bata dain ta mikamal aram ajai.
Wazifa::
"Sora e Faitiha" aik bar "Sorah a Ikhlas" 3 bar parh kr pani pr dam kar dain or wo pani subho nihar mun, dupahar ko khany se pahlay or sham ko khany se pahlay pilain "Ya shafio" 11 bar rozana parh kr khud ko dam karain.
By Molana Abdul Ghaffar Qadri
No comments:
Post a Comment