Ghalat Adatain (Bad Habbits)::

Hamary mamo ka inteqal ho chuka hai on k baty na to talem ki taraf tawajah daity hai or na hi nimaz rozy ka khyal rakhty hain. aisa wazifa bata dain k ye bachy naik amal ho jain.
Wazaif::
         Agar on per sakhty karna parhy to wo bhi karain os ka bhi ALLAH ajar daiga, q k yateem ki kafalat ka bohat barha ajar hai, "Ya Wadodo" 960 bar parh kar khany peny ki cheez per dam kr k on ko khiladain In Sha ALLAH wo ghalat adatain chor kr naik amal apnay gain or hamaisha naik niyat se on per sakhty karain bais e sawab hai.
                                                                  By Molana Abdul Ghaffar Qadri

No comments:

Post a Comment