Kuch arsa kabal accident ki waja se ghutny mai dard howa ilag se afaka howa dard khatam ho gya lakin sardi k mosam mai dobara dard uthta hai. Doctor ko dikhaya to kahny lagy thik hony mai kuch arsa lagy ga. koi wazifa bata dain k dard khatam ho jai.
Wazifa::
Hr farz nimaz k bad aik bar "Darood e Ibrahimi" parh kar hath pr dm karain or hath dard ki jaga pr phair lain, Chand dinon mai In sha ALLAH mukammal afaka ho jai ga. Zatoon k tail se malish karna bhi bohat mufeed hai.
By Molana Abdul Ghaffar Qadri
No comments:
Post a Comment