Mery dadi ki umar 65 sal hai or on k joron mai bohat dard rahta hai.bohat ilaj karaya magar koi faraq nahi parha.
Wazaif::
Joron ka dard is umar mai lahaq ho jata hai or bohat se logon k liye la ilaj karar pata hai. kalam e ilahi se in sha ALLAH ye dard khatam ho kr rahy ga sirf yakin o itemad mazbot hona chahiye fajar ki nemaz k bad soraj nikalny se pahly 7 martaba "sorah e Iqra" parhain phir aik sajda e tilawat karain. sajdy mai "Hasbunallahu wa ni'mal wakeel ni'mal maula wa ni'mal naseer" 7 bar parhain in sha ALLAH 11 dinon k andar andarn shifa hasil ho gy.
By Molana Abdul Ghaffar Qadri
No comments:
Post a Comment