karam kla::

Ye bhi band gobhi ki aik qisam hai jis mai vitamens or anty oxident kafi miqdar mai paya jata hai . Benai behtar karny wali ajza yani lutein and zeaxanthin bhi mojod hoty hain, is k aik cup se 8.23 ml lutein and zeaxanthin hasil kiya ja sakta hai isay salad or tarkari ky tor pr istemal kiya jata hai is ki paton ko chips ki tarah khaya jata hai. Naiz ye k cancer k marezon k liye bhi mufeed hai.

No comments:

Post a Comment