Masoron Se Khoon Aana (Teeth Bleeding)::

 Mery behan ka masla ye hai k os k masorhon se khon hr waqt nikalta rahta hai is ka ilaj jari hai behtary ai hai lakin khon  ab bhi nikalta hai  soty waqt wo khoon halak se nechay bhi ajata hai or khon ka zaiqa mahsos hota hai or kabhi khon bekhyali mai bhi khon halak se nechay utar jata hai.
Wazifa::
          Agar doran e roza aisy kafiat waqi ho jai  to roza toot jata hai or ramzan mai ahtiat se kam lai kr roza rakh sakty hai or agar tot jai to kaza phir rakh lain. ilaj jari rakhain or bator wazifa "Ya Haiyyo" 100 bar parh kar aik glass pani pr dam kar k os se din mai 3 bar kolly karain.
                                                                  By Molana Abdul Ghaffar Qadri

No comments:

Post a Comment