Ankh Ki Takleef (Eye Pain)::

Mery sar per char mahinay pahly chot lagy thi or os se siyah ankh ka gola phel gya or nazar kam ho gai, kabhi kabhi ankh se kan tak dard hota hai. Doctors se kafi ilaj karwaya magar shifa nahi mili. mehrabani farma kar koi wazifa bata dain.

Wazifa::
Her nemaz k bad 11 bar "YA NOOR" parh kr donon hathon k angothon k nakhonon per dam kar k ankhon per phailain, Jahan sar mai ankhon tak dard hota wahan dayan(right) hath rakh kar 7 bar "YA MOHYEE" aik sans mai parh kar dam kar dain. din mai 3 bar ye amal karain In sha ALLAH ye takleef khatam hojai gy.
                                                           
                                                                         By Molana Abdul Ghaffar Qadri

No comments:

Post a Comment