Namak k istemal mai kami::

Ziada namak wali khwarak istemal karnay se blood pressure barh jata hai or is k natijay mai dil ki bemarion or falij k hamly hoty hain.bohat se tarakiyafta mulkon mai ye am chalan hai k log apni jismani zarorat se kahi ziada miqdar mai nemak istemal karty hain.America mai aik osat shahry rozana takrban 800 miligram namak istemal karty hain is ki jaga agr mutabadil namkeen chizain maslan limo ki tarshi ko farogh diya jai to is se sodium ka istemal km ho sakta hai.

No comments:

Post a Comment