Sooian Chubty Hain::

Mery umar takreeban 35 sal hain shadi shuda hon,2 beton or 3 betion ka bap hon ap private idary ka mulazim hon. 8 hazar tankha hai jis per is dor mai guzara karna mushkil hai.mery badan mai soi ki tarah koi cheez chubty hai is k bad badan mai aag se lag jaty hai sar or pait mai dard bhi ho jata hai  koi kahty hain ye asaib hain or koi kahty hain ye tawizat hain.doctors kahty hain ye bemari hai magar ilaj se afaqa nahi howa. roz manzil, sorah yasin, sorah mozammil or 5 waqt ki nemaz parhta hon.

Wazifa::
Ye alamat jado sahar ki bhi ho sakty hain baz oqat pasina band hony ki wajah se bhi aisa hota hai jado sahar ki degar alamat bhi hoty hain ap bator wazifa Sorah Fatiha, Ayat ul Qursi, 4 Qul 7,7 bar parh kr pani dam karain or wo pani piya karain rizq ki wasat or barkat k liye isha ki witer se pahly 8oo so bar "Ya Wahab" parh kr dua karain In Sha ALLAH rizq farakh ho jai ga awal o akhir 7 bar darood parhain.Ramzan sharif mai ziada se ziada Darood e Pak parhain.

No comments:

Post a Comment