Sehat

Sharab noshi se door rahain::
Hamara afaqi mazhab islam sara sar bar haq hai or sharab se mukamal ijtenab ka hukam daita hai.ahl e maghrib agar che kasrat sharab noshi k nuksan se agah ho chukay hain lakin wo ab bhi ye samajhty hain k is ki thory miqdar sehat ko nuksan puhanchaty hai.. Read More..





Motapa kam karain::
Aj pori dunia mai farbahi wabai sorat ikhtiar kr chuky hai jis ki asal waja to ye hai k tayar shoda yani processed or ziada calorease wali ghazain bohat maqboliat hasil kr chuky hain or dosri waja ghair mutaharik tarz e zindagy hai.. Read More..






Namak k istemal mai kami::
Ziada namak wali khwarak istemal karnay se blood pressure barh jata hai or is k natijay mai dil ki bemarion or falij k hamly hoty hain.bohat se tarakiyafta mulkon mai ye am chalan hai k log apni jismani zarorat se kahi ziada miqdar mai nemak.. Read More..







Blood Pressure pr qabo  pain::
Warzish mai adam dilchaspi or ziada nemak mily khany istemal krny se hiper tension ki shikayat paida hoty hai or agar high blood pressure pr qabo na paya jai to is se falij or amraz e qalb ka imkan barh jata hai.aisy sorat mai rozana blood.. Read More..







Ziabetus ka ilaj::
Is waqt na sirf taraqi yafta balky taraqi pazeer mumalik bhi motapy ki lapait mai hain.kahty hain k mutapa or ziabetus mai gahra taluq hai or ye wo bemarian hain jo amraz e qalb, amraz e gurda or on degar bemarion ka khatra barha daity hain jin.. Read More..







Cigarette noshi tarak kr dain::
Aqwam e mutahidda k genral assembly ne 2025 tak pory dunia mai cigarette noshi ki shara mai 30 % tak kami ka hadaf pora kiya hai.ziada amadni waly mumalik ne pahly hi awami muqamat mai cigarette noshi pr pabandi or tambako k istemal karny.. Read More..








Gobi::
Ye sabzy vitamen C fiber (rashay) se bhar pur hoty hai is mai basarat barhany wali juz lutein and zeaxanthin pai jaty hain. Gobi ki shakh ko amlait, peeza, mecrony, salad waghaira mai Read More..



Palak::
Palak ka aik cup lutein and zeaxanthin se bharpur hota hai palak ko sehat mandana miqdar mai lainy k liye sandwiches mai salad or sabzy k tor pr liya ja sakta hai, agar isy paka kar  Read More..






Malta::
Ye rass bhara phal vitamen C se bharpor hota hai.jo ankhon ki baafton (tissues) ka aik aham ghazai juz hai.vitamin C ankhon ki bafaton ko is is neely roshni se mahfooz rakhta hai jo soraj ki Read More..





Makai::
Ye na sirf mazedar hoty hai balky is mai lutein and zeaxanthin bhi kafi miqdar mai pai jaty hai, aik tahqeeq k mutabib aik makai ko jis qadar pakaya jai isi qadar lutein or os k anty oxident Read More..





Karam Kla::
Ye bhi band gobhi ki aik qisam hai jis mai vitamens or anty oxident kafi miqdar mai paya jata hai. Benai behtar karny wali ajza yani lutein and zeaxanthin bhi mojod hoty hain, Read More..





Andy K Fawaid::

Nashty mai protiens se bharpor anda zaroor shamil rakhain. Andy ki zardy mai lutein and zeaxanthin sb se ziada shamil hota hai. Is k ilawa andy mai vitamen E or omega 3 jaisy aham ajza.. Read  More..







Lutein and Zeaxanthin Se Bharpur::
Metha ghya, Lal Angor, Hary matar, Khera, Sangtry k rass, Kharbozay, Aam, Saib, Gajar, Shakar qand, Khushk khobani or Tamatar mai bhi lutein and zeaxanthin paya jata hai or in k.. Read More..

No comments:

Post a Comment